Kaise ghatae 12k.g vajan
Motapa ek samsya ki tarah hai or yah kai bimario ka karan bhi banta hai,Agar aap niyamot rup se jim nahi jaa sakte hai to ise niyantrit karne ke kai anya tarike bhi hai.
1.Vajan Ghatana.
Motapa ek samasya ki tarah hai or iske karan kai bimariya ke hone ki sambhavana bhi raheti hai.Is liye jitna jaldi ho sake motape ko niyantrit kar lena chahiye.Lekin vastav me motapa kam karna asan nahi hai.Vajan kam karne ke thakadene vale schedule ka palan karna bhi muskil hota hai.Kai bar log dayat ke name par bhuke rahete hai jo sehat ke liye nuksan karak hota hai.agar aap in tariko ko ajmate hai to asani se 12k.g tak vajan kam kar sakte hai.
2.Jim chode.
Jim me jakar ghanto pasine bahana muskil kam hai to kyo is muskil kam ko kiya jaye bina jim ke bhi agar vajan kam ho sakta hai to unhe bhi aajmaye.Jim jane ke bajaye Joging,Running, Dancing, Yoga adi kijiye.Inke liye aapko koi nischit samay nahi nirdharit karna honga,Inhe din main kabhi bhi kar sakte hai.
3.Hamesha Khane Se dur Rahene Ki Koshish.
Khane ke alava is duniya me kai kaam hai jo aap ko sukun denge or vyast bhi rakhenge.To agar ghar main aap bethe hai or khali hai to aapko bar-bar Friz ki aawaz sunai dengi or usme rakhe food khane se aap khud ko nahi rok payenge.To agar vajan kam karna hai to kyo na thoda sa samajik kaam bhi kar liya jae,Is se aap thodi der tahal bhi lenge or vajan bhi kam ho jayenga.
4.Sugar se kare toba.
Motape ke liye jimmedar karano main sugar bhi hai.Agar aap vajan kam karne ki koshish me hai to sugar se dur rahene ki koshish kare.Adhik chini vali chaay naa piye.Ase padartho se dur rahe jisme sugar ki matra adhik ho.Kandy bhi naa khaye.
5.Kuch Naya Ajmaye.
Vajan kam karne main aapke dil ke aavaz ka bhi bahut mahatva hota hai,Agar aapke man main khelne or bahar jane kaa man kare to vo jarur kare.Yani is bar vajan kam karne ke liye aap kuch naya ajmaye.Rock Klyibing,Banzi Jamping,Sky Daiving se bhi vajan kam kiya ja sakta hai.Yah romanchak bhi hai or isse vajan bhi kam hota hai.
6.Khane Se Pehele Le Halki Dait.
Khana khane se pahele halka nasta karna bahut jaruri hai,Yeh aapko overeating se bachata hai.Bhohan se aadhe ghante pahele halki dait lena bahut faydemand hai.Salad,Pani ya Fal dho ke adhe ghante pahele le jisse aapki dait niyantrit hongi or ek sath hevy dait bhi aap na le paye.
7.Fal Bhi Khaye.
Motape par niyantran ke liye fal bahut jaruri hai,Falo main celery ki matra bahut kam hoti hai or yeh sarir ko jaruri postik tatvo bhi pradan karte hai.Falo ki khas bat yeh hoti hai ki aap Breakfast, Lunch or Deenar ke beech main kabhi bhi kha sakte hai.Tarbuch,Papita,Santare,Strawberry aadi kaa sevan bhi kare.
8.Fast Food Hai Dusman
Agar aap vajan kam karne ki sikayat kar rahe hai to jank food or fast foid se toba kar le.Tali hui cheeze jaise Aalu Cheeps,Cokiz ka kam se kamsevan kare.Fast food jaise Bargar,Pizza ki jagah Salad,Fruit jaise helthdhi dait ka sevan kare.
9.Sath Rakhe Healthy Snacks.
Agar aap dinbhar kisi kam se bahar rahete hai or bhook lagne par bahar ka khate hai to aapke liye bahut jaruri hai ki bahar ke khane se bache.iski jagah aapne lass healthy snacks rakhe.jabhi aapko bhuk lage fast food ki jagah un snack kaa sevan kare.
10. Fiber Yukat Aahar.
Vajan kam karne me fiber yukt aahar bahut mahtva purna bhumika nibhati hai.Yeh aapke sarir ko cholesterol se bachata hai or use aapke sarir se bahar karta hai.Fiberyukt bhojan aapke sarir ki atrikt celery ko bhi jalata hai.Vibhinna prakar ki Dale,Sabut Aanaj,Taje Fal or Sabbjiyo main Fiber bahutayat main hota hai.

Thanks very Nice post.
ReplyDeletehttps://oneinallnotes.blogspot.com/
Adsense approval nhi mila kya bhai
ReplyDeletebhai adsense post a66i likhte ho ap maine apka website check kiya. Lekin blogspot domain pe kam mat kijie kuch nhi hoga..
ReplyDeletehttps://www.upcharindia.in